Inilah film produksi Bollywood paling laris di seluruh dunia. Dibintangi Aamir Khan, Kareena Kapoor, R Madhavan, dan Sharman Joshi, meraih pendapatan sebesar 385 crore rupee atau sekitar 695,5 miliar rupiah. 3 Idiots menceritakan sebuah kisah persahabatan 3 mahasiswa teknik mesin di India: Farhan Qureshi (Madhavan), Raju Rastogi (Sharman) -- mahasiswa yang nilainya pas-pasan -- dan Rancchoddas "Rancho" Shyamaldas Chanchad (Aamir), mahasiswa yang pintar dan kritis.
Kumpulan Lagu Soundtrack 3 Idiots :
1. All Izz Well.mp3
2. Zoobi Doobi.mp3
3. Behti Hawa Sa Thawoh.mp3
4. Give me some sunshine.mp3
5. Jaane nahin denge.mp3
6. Zoobi Doobi Remix.mp3
7. AalIzz Well Remix.mp3
Lirik Lagu Soundtrack 3 Idiots
All Izz Well
Jab life ho out of control, Honthon ko kar ke gol
Honthon ki kar ke gol, Seeti bajaa ke bol
Jab life ho out of control, Honthon ko kar ke gol
Honthon ki kar ke gol, Seeti bajaa ke bol
Aal Izzz Well
Murgi kya jaane aande ka kya hoga
Aree life milegi ya tawee pe
fry hoga
Koi na jaane apna future kya hoga
Honth ghuma, Seeti bajaa
Seeti bajaa ke bol, Bhaiyaa aal izz well
Aree bhaiyaa all izz well
Aree chachu aal izz well
Aree bhaiyaa all izz well
Confusuin hi confusion hai
Solution kuch pata nahin
Solution jo mila to saala
Question kya tha pata nahin
Dil jo tera baat baat pe
Ghabraaye
Dil pe rakh ke haath usae tu fuslaa le
Dil idiot hai pyaar se usko samjha le
Honth ghuma
Seeti bajaa
Seeti bajaa ke bol
Bhaiyaa aal izz well
Aree bhaiyaa all izz well
Aree chachu aal izz well
Aree bhaiyaa all izz well
Scholarship ki pi gayaa daaru
Ghum to phir bhi mitaa nahin
Agarbattiyan raakh ho gayi
God to phir bhi dikha nahi
Bakra kya jaan uski jaan ka kya hoga
Sekh ghusegi ya saala Keema hoga
Koi na jaane apna future kya hoga
To Honth ghuma
Seeti bajaa
Seeti bajaa ke bol
Bhaiyaa aal izz well
Aree bhaiyaa all izz well
Aree chachu aal izz well
Aree bhaiyaa all izz well
Jab life ho out of control
Honthon ko kar ke gol
Honthon ki kar ke gol
Seeti bajaa ke bol
Aal Izzz Well
Murgi kya jaane aande ka kya hoga
Aree life milegi ya tawee pe
fry hoga
Koi na jaane apna future kya hoga
Honth ghuma
Seeti bajaa
Seeti bajaa ke bol
Bhaiyaa aal izz well
Aree bhaiyaa all izz well
Aree chachu aal izz well
Aree bhaiyaa all izz well
Na na na
Aree bhaiyaa all izz well
Aree bhaiyaa all izz well
Zoobi Doobi
Gungunati hai ye hawayein gungunata hai gagan
Gaa raha hain yeh saara aalam
Zoobi do param pum
Zoobi doobi zoobi doobi pum paara
Zoobi doobi param pum
Zoobi doobi zoobi doobi naache kyun
Pagal stupid man
Zoobi doobi zoobi doobi pum paara
Zoobi doobi param pum
Zoobi doobi zoobi doobi naache kyun
Pagal stupid man
Shaakhon pe pattey gaa rahe hain phoolon pe bhanvre gaa rahe
Deewani kirne gaa rahi hain yeh panchhi gaa rahe
Oo bhagiya mein do phoolon ki ho rahi hai guftagu
Jaisa filmo mein hota hai ho raha hai hu ba hu
Aai aai aai
Zoobi doobi zoobi doobi pum paara
Zoobi doobi param pum
Zoobi doobi zoobi doobi naache kyun
Pagal stupid man
Zoobi doobi zoobi doobi pum paara
Zoobi doobi param pum
Zoobi doobi zoobi doobi naache kyun
Pagal stupid man
Rim jhim rim jhim rim jhim san san san san hawa
Tip tip tip tip boondein gurrate bijliyaan
Bheegi bheegi saari mein yun thumke lagati tu
Jaise filmo mein hota hai ho raha hai hu ba hu
Aai aai aai
Zoobi doobi zoobi doobi pum paara
Zoobi doobi param pum
Zoobi doobi zoobi doobi naache kyun
Pagal stupid man
Zoobi doobi zoobi doobi pum paara
Zoobi doobi param pum
Zoobi doobi zoobi doobi naache kyun
Pagal stupid man
Ambar ka chand zameen par itra ke gaa raha
Ik tim tim toota tara ithla ke gaa raha
Hai raat akeli tanha mujhe choo le aake tu
Jaise filmo mein hota hai ho raha hai hu ba hu
Aai aai aai
Zoobi doobi zoobi doobi pum paara
Zoobi doobi param pum
Zoobi doobi zoobi doobi naache kyun
Pagal stupid man
Zoobi doobi zoobi doobi pum paara
Zoobi doobi param pum
Zoobi doobi zoobi doobi naache kyun
Pagal stupid man
Zoobi doobi doobi doobi
Pagal stupid man ..
Behti Hawa Sa Thawoh
Behti hawa sa tha woh
Udti patang sa tha woh
Kahan gaya usae dhoondo
Behti hawa sa tha woh
Udti patang sa tha woh
Kahan gaya usae dhoondo
Hum o to raahein thi chalati
Woh khud apni raah banata
Girta, sambhalta, masti mein chalta tha woh
Hum ko kal ki fikar sataati
Woh bus aaj ka jashn manaata
Har lamhe ko khul ke jeeta tha woh
Kahan se aaya tha woh
Chhoo ke humare dil ko
Kahan gaya usae dhoondo
Sulagti dhoop mein chhaaon ke jaisa
Raegistaan mein gaaon ke jaisa
Mann ke ghaav pe marham
Jaisa tha woh
Hum sahme se rehte koovein mein
Woh nadiya mein gotae lagata
Ulti dhara cheer ke tairta tha woh
Baadal awara tha woh
Yaar humara tha woh
Kahan gaya usae dhoondo
Hum ko to raahein thi chalati
Woh khud apni raah banata
Girta, sambhalta, masti mein chalta tha woh
Hum ko kal ki fikr sataati
Woh bus aaj ka jashn manaata
Har lamhe ko khul ke jeeta tha woh
Kahan se aaya tha woh
Chhoo ke humare dil ko
Kahan gaya usae dhoondo
Give Me Some Sunshine Song
Saari umar hum marr marr ke jee liye
Ek pal to ab humein jeene do jeene do
Saari umar hum marr marr ke jee liye
Ek pal to ab humein jeene do jeene do
Give me another chance i wanna grow up once again
Give me another chance i wanna grow up once again
Kandho ko kitabon ke bojh ne jhukaya
Rishwat dene to khud papa ne sikhaya
99% marks laaoge to gadi varna chhadi
Likh likh kar pada hatheli par alpha beta gamma ka chaala
Concentrated H2SO4 ne poora poora bachpan jalaa daala
Bachpan to gaya jawani bhi gayi
Ek pal toh ab humein jeene do jeene do
Bachpan to gaya jawani bhi gayi
Ek pal toh ab humein jeene do jeene do
Saari umar hum marr marr ke jee liye
Ek pal to ab humein jeene do jeene do
Saari umar hum marr marr ke jee liye
Ek pal to ab humein jeene do jeene do
Give me another chance i wanna grow up once again
Give me another chance i wanna grow up once again
Jaane nahin denge tujhe jaane tujhe denge nahin
Jaane nahin denge tujhe jaane tujhe denge nahin
Hum na rab se darne waale
Raahon mein datt ke khade hain hum
Yaaron se nazrein chura le
Jaane na tujhko aise denge hum
Jaane nahin denge tujhe jaane tujhe denge nahin
Do kadam ka yeh safar hai umar choti si dagar hai
Ik kadam mein ladkhadaya kyun
Sunn le yaaron ki yeh baatein
Beetengi sab ghum ki raatein
Yaaron se rootha hai saale kyun
Jaane nahin denge tujhe jaane tujhe denge nahin
Jaane nahin denge tujhe jaane tujhe denge nahin
Maa ne khat mein kya likha tha
Ciye tu jug jug yeh kaha tha
Chaar pal bhi jee na paaya tu
Yaaron se nazrein mila le
Uth ja saale yun sataata hai kyoon
Jaane nahin denge tujhe jaane tujhe denge nahin
Jaane nahin denge tujhe jaane tujhe denge nahin
Jaane nahin denge tujhe jaane tujhe denge nahin